Bhale dinoN ki baat hai,,

Bhale dinoN ki baat hai



... bhale dinoN ki baat hai
...
bhali si aik shakl thi
na ye ki husn-e-taam ho
na dekhne mein 'Aam si

na ye ki woh chale to kahkashaaN si rahguzar lag
e
magar woh saath ho to phir bhala bhala safar lage

Ghazal..

Kabhi tairi rafaaqat sey nikalna hi nahin mumkin

,
Kabhi daaman chura laina bohat asaan lagta hey

...
,

Kabhi tum rothtey ho to ajab mushkil c parti hey,
Kabhi samjha karo kuch faisley halaat kartey hain,

Kabhi waaday nibha laina bohat asaan lagta hey

,

Kabhi kuch din tumharey bin guzertey hi nahin laikin

,
Kabhi muddat bita daina bohat asaan lagta hey..